Paytm Par Account Kaise Banaye Puri Jankari in Hindi...
Paytm Account Kaise Banaye ???
Paytm account banane ka tarika step by step follow kare aur ID create kare. Yah bahut easy hai agar apko samjhne me kuchh dikkat aaye ya koi sawal ho jiska jawab aap puchna chahte hai, to bina kisi jhijhak ke niche comment kare. Ek bat hamesa yad rakhe ki apne account ka password kabhi kisi se share na kare warna apka nuksan ho sakta hai.
Steps
2. Ab ek Popup Window khulega usme Sing Up par click kar ke mangi gayi Details bharni hai.
- Apna Mobile Nimber likhe.
- Email Address submit kare agar hai to.
- Koi acha sa Strong Password dale.
- Isme click kar ke Tick Mark kare.
- Ab sabse last me Create your Paytm Wallet ke button par click kar de.
3. New page open hoga aur apke Phone par ek OTP Password ka msg ayega usko is page me dalkar verify karna hai.
- Mobile me jo OTP password aya hai usko dale.
- Apna Name enter kare.
- Last Name matab apke nam ke piche jo lagta hai wo dale, jaise mere name me last me Kumar lagta hai
- Aap Male ya Female jo bhi, uspe tick mark karke salect kare.
- Sabhi process puri hone ke bad Create your Paytm Wallet ko click kar de.
4. Ab apka Paytm Account ban gaya hai. Aap chahe to aap apna balance dekh sakte hai Wallet me 0 balance show kar raha hoga, kiyu ki abhi apka new account hai. aap Add Money ke option par jakar Net Banking ya ATM Card se Wallet par Mony Transfer kar sakte hai.
Ab aap Sing out Par click karke aap apne account se bahar aa sakte hai. Jaisa mene apko pahle bataya tha kabhi aap apna password kisi ko na bataye warna koi bhi apka account use kar sakta hai.
POSTED BY - DKRAJ GIRSI KNP
Comments
Post a Comment